Dil Ne Ye Kaha Hai Dil Se MP3 Song Download

Artist | JalRaj |
Type | song |
Album | Dil Ne Ye Kaha Hai Dil Se |
Year | 2023 |
Release Date | 2023-01-13 |
Duration | 3:25 |
Language | hindi |
Label | Ishtar Music Pvt. Ltd. |
Play Count | 207,590 |
Explicit Content | No |
Download Links
Quality | Type | Action |
---|---|---|
12kbps | MP3 | |
48kbps | MP3 | |
96kbps | MP3 | |
160kbps | MP3 | |
320kbps | MP3 |
Artists
Recommended Songs
More from Artist
Lyrics
Tum jo kehdo to chaand taron
Ko tod laaoonga main
In hawaaon ko, in ghataaon
Ko mod laaoonga main
Kaisa manzar hai meri aankhon mein
Kaisa ehsaas hai
Paas darya hai door sehra hai
Phir bhi kyoon pyaas hai
Paas darya hai door sehra hai
Phir bhi kyoon pyaas hai
Kadmon mein jahan yeh rakhdoon
Mujhse aankhen chaar karlo
Jitna beqaraar hoon main
Khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Dil ne ye kaha hai dil se
Mohabbat ho gayi hai tum se
Meri jaan mere dilbar
Mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hoon main
Khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Meri yaadon mein, mere khwaabon mein
Roz aate ho tum
Is tarah bhalaa meri jaan mujhe
Kyun sataate ho tum
Teri baahon se teri raahon se
Yun na jaaoonga main
Yeh iraada hai mera waada hai
Laut aaoonga main
Yeh iraada hai mera waada hai
Laut aaoonga main
Duniya se tujhe chura loon
Thoda intezaar karlo
Jitna beqaraar hoon main
Khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tum se
Meri jaan mere dilbar
Mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hoon main
Khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Ko tod laaoonga main
In hawaaon ko, in ghataaon
Ko mod laaoonga main
Kaisa manzar hai meri aankhon mein
Kaisa ehsaas hai
Paas darya hai door sehra hai
Phir bhi kyoon pyaas hai
Paas darya hai door sehra hai
Phir bhi kyoon pyaas hai
Kadmon mein jahan yeh rakhdoon
Mujhse aankhen chaar karlo
Jitna beqaraar hoon main
Khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Dil ne ye kaha hai dil se
Mohabbat ho gayi hai tum se
Meri jaan mere dilbar
Mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hoon main
Khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Meri yaadon mein, mere khwaabon mein
Roz aate ho tum
Is tarah bhalaa meri jaan mujhe
Kyun sataate ho tum
Teri baahon se teri raahon se
Yun na jaaoonga main
Yeh iraada hai mera waada hai
Laut aaoonga main
Yeh iraada hai mera waada hai
Laut aaoonga main
Duniya se tujhe chura loon
Thoda intezaar karlo
Jitna beqaraar hoon main
Khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tum se
Meri jaan mere dilbar
Mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hoon main
Khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho
Tum bhi mujhse pyaar karlo