Insaan MP3 Song Download

Artist | MC STAN |
Type | song |
Album | Insaan |
Year | 2022 |
Release Date | 2022-02-18 |
Duration | 3:25 |
Language | hindi |
Label | MC STAN |
Play Count | 2,319,489 |
Explicit Content | Yes |
Download Links
Quality | Type | Action |
---|---|---|
12kbps | MP3 | |
48kbps | MP3 | |
96kbps | MP3 | |
160kbps | MP3 | |
320kbps | MP3 |
Artists
Recommended Songs
More from Artist
Lyrics
Tera nai maloom lekin mei, mei insaan
Kuch log to bhool gaye apun shaitan nahi insaan
Sab insaan khoosh the us waqt pe jab nai tha paisa
Mei bhi ek insaan hi hun, wo bhi same tere jaisa
Kisko nai maloom insaan kaisa aya is dharti pe
Tu aya is duniya me par jayenga kiski marzi se
Khuda ne bhi socha hoga kisko banaya galti se
Pehle bhi log kyu door rehneke ladki se
Pehle baar jab suna mene wayne
Mere paas nai paise the bro wo time pe
Bhadri gaane kuch toh deep tu f*cking gyaan de
Kitne log ka ghar chalrela mere naam pe
Nai ayenge fans tere saath me nai ayengi teri dosti
Meko do gajj zameen chahiye dafan honeke liye broski
Tu bolta jhoot lekin mei nai bolta
Na karta saza tu karta gunaah
Insaan ko kuch dikhra nai sirf dikhre paise
Ye paiso ke wajaah se hogaye hum log kaise
Ek insaan ek insaan ko marta aur sab log dekhre
Upar wala ne zabaan diya isliye kuch bhi bajre
Insaan ko sirf paise chahiye aur shayad se fame
Mei samja raha tha insaan ko par jaanwar ne samjha pain
Khuda se badha banna chahta eh bro kyu tu
Mei act ese karta bro jaisa mei theek hu
Tum poori zindagi bhar dhundenge yaha pe kon hai real
Tu bhi ek insaan mei bhi ek insaan isliye hota feel
Hum sab ek energy hai jisko bolte rooh aur dil
Conscious aur Subconscious minds ke saath karta mei deal
Rota nai mei rota dil, nai hora meko kuch bhi feel
Dil likhara me khake pill, rutha mat tu kiska dil
Mei God ko leke ata fir, mei meko milgaya maut ko mil
Mei likhra kuch to deep isliye tum mere fan hai
Mai nai karra kuch ye sab God plan hai
Nahi bharosa karneka kyu ki tu bhi ek insaan hai
Mei bechna soul chahta khuda ko mai Tentacion hai

Mai act ese karta jaisa me abhi theek hu