Main Deewana MP3 Song Download

Main Deewana
ArtistGanesh Hegde
Typesong
AlbumG-Ganesh Hegde
Year2005
Release Date2005-10-26
Duration5:35
Languagehindi
LabelT-Series
Play Count358,114
Explicit ContentNo

Download Links

QualityTypeAction
12kbpsMP3
48kbpsMP3
96kbpsMP3
160kbpsMP3
320kbpsMP3

Artists

View Ganesh Hegde
Ganesh Hegde

Ganesh Hegde

View Manoj Santoshi
Manoj Santoshi

Manoj Santoshi

View Vicky Sharma
Vicky Sharma

Vicky Sharma

Recommended Songs

Tennu Le Kejo Na

Bappi Lahiri, Omer Inayat, Arbaaz Khan, Fardeen Khan, Kunal Kemmu, Dia Mirza

Paisa Hai Toh

Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi, Sachin-Jigar, Vishal Dadlani, Mellow D, Shahid Kapoor, Vijay Sethupathi

Ishq

Faheem Abdullah, Rauhan Malik, Amir Ameer

Payal

Yo Yo Honey Singh, Paradox

Aaj Ki Raat (From "Stree 2")

Sachin-Jigar, Madhubanti Bagchi, Divya Kumar, Amitabh Bhattacharya

Zara Sa

Pritam, KK, Sayeed Quadri, Emraan Hashmi, Sonal Chauhan

Sanam Teri Kasam

Ankit Tiwari, Palak Muchhal, Sameer Anjaan, Himesh Reshammiya, Subrat Sinha

More from Artist

Awaara

Ganesh Hegde

Main Deewana

Ganesh Hegde, Traditional

World Fifty 50 Non Stop Dandiya-2007(Remix By Adil)

Aadesh Shrivastava, Anand Raaj Anand, Ganesh Hegde, Himesh Reshammiya, Mithoon, Panchhi Jalonvi, Pritam, Sajid-Wajid, Shankar-Ehsaan-Loy, Vishal & Shekhar, Akriti Kakkar, Alisha Chinai, Javed Ali, KK, Kunal Ganjawala, Labh Janjua, Mika Singh, Naresh, Neeraj Shridhar, Rakesh Pandit, Sadhana Sargam, Sajid, Sajid Khan, Saleem Shahzada, Saru Maini, Shaan, Irshad Kamil, Jalees Sherwani, Javed Akhtar, Mayur Puri, Neelesh Misra, Sameer, Sanjay Chhel, Sanjay Gupta, Sarim Momin, Ashish Pandit, Sayeed Quadri, Shabbir Ahmed, Hemant Pandey, Hrishita Bhatt

Mehabooba

Ganesh Hegde, Pandit Ravi Shankar, Hani, Sangeeta, Samji

Kabhi Kabhi

Ganesh Hegde, Manoj Santoshi, Vicky Sharma

Jaa Rahe Ho Agar

Ganesh Hegde, Manoj Santoshi, Vicky Sharma

Lyrics

Dilruba
Maana hai kaatil teri adaa
Laakhon hain aashiq tujhpe fida
Humko bhi tu aazmaana

Jaan-e-jaan
Ek baar meri baahon mein aa
Tujhko sikha doon hai pyaar kya
Aur kya hai dil ka lagaana

Main deewana hoon main deewana
Aise jaane na doonga jaana
Yun na humse nazrein churaana
Hoga humse hi dil lagaana

Dilruba
Maana hai kaatil teri adaa
Laakhon hain aashiq tujhpe fida
Humko bhi tu aazmaana

Jaan-e-jaan
Ek baar meri baahon mein aa
Tujhko sikha doon hai pyaar kya
Aur kya hai dil ka lagaana

Main deewana hoon main deewana
Aise jaane na doonga jaana
Youn na humse nazrein churaana
Hoga humse hi dil lagaana

Dena dena kisi na kisi ko hai
Mera saath de de tu
Khona khona kabhi na kabhi to hai
Yeh dil aaj kho de tu

Itna sa bas mujhpe ehsaan kar de tu
Apni jawaani mere naam kar de tu
Dena dena kisi na kisi ko hai
Mera saath de de tu

Yeh haseen pal, youn na khona
Door mujhse ab tu na hona

Faasle aaja mita de, lag jaa gale
Mauka mile ya phir na mile
Yeh pal haseen na gawaana

Main deewana hoon main deewana
Aise jaane na doonga jaana
Youn na humse nazrein churaana
Hoga humse hi dil lagaana

Aaja aaja honthon se laga ke
In zulfon se kheloon main
Na jaa na jaa jaana tarsa ke
Aa baahon mein le loon main

Tere in aakhon se kaajal chura loon main
Gore badan pe sitaare saja doon main

Aaja aaja honthon se laga ke
In zulfon se kheloon main
Dhadkane ab badh rahi hain
Hadd se guzarne ko keh rahi hain

Bekhabar jaaoge bach ke humse kidher
Paaoge humko jao jidher
Jo chaahe kar lo bahaana

Main deewana hoon main deewana
Aise jaane na doonga jaana
Youn na humse nazrein churaana
Hoga humse hi dil la

Main deewana, na nazrein chura na
Haan main deewana, jaane na doonga jaana

Main deewana, Main deewana
Aise jaane na doonga jaana
Youn na humse nazrein churaana
Hoga humse hi dil lagaana

Main deewana, Main deewana
Aise jaane na doonga jaana
Youn na humse nazrein churaana
Hoga humse hi dil lagaana