Jab Se Mere Dil Ko MP3 Song Download

Artist | Altaf Raja |
Type | song |
Album | Agar Tum Mil Jao Zamaana Chhod Denge Hum |
Year | 2005 |
Release Date | N/A |
Duration | 6:58 |
Language | hindi |
Label | Ishtar Music Pvt. Ltd. |
Play Count | 596,764 |
Explicit Content | No |
Download Links
Quality | Type | Action |
---|---|---|
12kbps | MP3 | |
48kbps | MP3 | |
96kbps | MP3 | |
160kbps | MP3 | |
320kbps | MP3 |
Artists
Recommended Songs
More from Artist
Lyrics
Hanskar mujhe na dekho
Hanskar mujhe na dekho
Kuch log jal na jaayein
Dil mein machal rahe hain
Woh teer chal na jaayein
Jab se mere dil ko usse pyaar ho gaya
Jab se mere dil ko usse pyaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Woh jo mere dil ka raazdaar ho gaya
Woh jo mere dil ka raazdaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Khushbu hai woh ya rang hai
Chaaha jisse woh sang hai
Tareef kya karun main tumhare shabab ki
Tareef kya karun main tumhare shabab ki
Phiki nazar aane lagi rangat gulaab ki
Khushbu hai woh ya rang hai
Chaaha jisse woh sang hai
Sapna nahin saaya nahin
Meri wafa ka ang hai
Dekhe usse jo ghata
Aaye usse bhi nasha
Phool bhi mar mitne ko taiyaar ho gaya
Phool bhi mar mitne ko taiyaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Jab tak usse dekha na tha
Chaahat hai kya samjha na tha
Ab samjhe kya chiz mohabbat hoti hai
Ab samjhe kya chiz mohabbat hoti hai
Jitna doobiye utni shauhrat hoti hai
Jab tak usse dekha na tha
Chaahat hai kya samjha na tha
Uski zarurat hai mujhe
Maine kabhi socha na tha
Woh hai meri zindagi
Woh hai meri aashiqui
Yaar ke chehre ka jab deedar ho gaya
Yaar ke chehre ka jab deedar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Woh jo meri baahon mein ho
Saara jahan raahon mein ho
Ab wahi karne lage deedar se aage ki baat
Ab wahi karne lage deedar se aage ki baat
Jo yeh kehte the ki bas deedar hona chahiye
Woh jo meri baahon mein ho
Saara jahan raahon mein ho
Armaan yahi hai umra bhar
Chehra wahi nigaahon mein ho
Itni mili hai khushi
Bichdenge na hum kabhi
Aankhon aankhon mein unse ikraar ho gaya
Aankhon aankhon mein unse ikraar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Jabse mere dil ko usse pyaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Woh jo mere dil ka raazdaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Hanskar mujhe na dekho
Kuch log jal na jaayein
Dil mein machal rahe hain
Woh teer chal na jaayein
Jab se mere dil ko usse pyaar ho gaya
Jab se mere dil ko usse pyaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Woh jo mere dil ka raazdaar ho gaya
Woh jo mere dil ka raazdaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Khushbu hai woh ya rang hai
Chaaha jisse woh sang hai
Tareef kya karun main tumhare shabab ki
Tareef kya karun main tumhare shabab ki
Phiki nazar aane lagi rangat gulaab ki
Khushbu hai woh ya rang hai
Chaaha jisse woh sang hai
Sapna nahin saaya nahin
Meri wafa ka ang hai
Dekhe usse jo ghata
Aaye usse bhi nasha
Phool bhi mar mitne ko taiyaar ho gaya
Phool bhi mar mitne ko taiyaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Jab tak usse dekha na tha
Chaahat hai kya samjha na tha
Ab samjhe kya chiz mohabbat hoti hai
Ab samjhe kya chiz mohabbat hoti hai
Jitna doobiye utni shauhrat hoti hai
Jab tak usse dekha na tha
Chaahat hai kya samjha na tha
Uski zarurat hai mujhe
Maine kabhi socha na tha
Woh hai meri zindagi
Woh hai meri aashiqui
Yaar ke chehre ka jab deedar ho gaya
Yaar ke chehre ka jab deedar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Woh jo meri baahon mein ho
Saara jahan raahon mein ho
Ab wahi karne lage deedar se aage ki baat
Ab wahi karne lage deedar se aage ki baat
Jo yeh kehte the ki bas deedar hona chahiye
Woh jo meri baahon mein ho
Saara jahan raahon mein ho
Armaan yahi hai umra bhar
Chehra wahi nigaahon mein ho
Itni mili hai khushi
Bichdenge na hum kabhi
Aankhon aankhon mein unse ikraar ho gaya
Aankhon aankhon mein unse ikraar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Jabse mere dil ko usse pyaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya
Woh jo mere dil ka raazdaar ho gaya
Zindagi haseen hai aitbaar ho gaya